Valentine's Special: Top 10 Romantic Dialogues Of Baadshah Shahrukh Khan

By Super

He has taught our generation how to fall in love, so how can we forget the King of romance, Shahrukh Khan, on Valentine's day!

Shahrukh has proved time and again that when it comes to romance no one can beat him. Even in his very first film Deewana, Shahrukh Khan played a lover boy, who falls in love with a widow. And he goes against the world to express his love to her and then later marries her. In Baazigar, Shahrukh used love as a tool to charm his lady love so that he can take his revenge from the girl's father. Surprisingly, even after playing the negative role in Baazigar, audience loved him in the movie.

In Kabhi Haa Kabhi Naa, SRK played a lover who sacrifices his love in the end. This was Shahrukh's one of the most delectable performances. Here are the top 10 most romantic dialogue of Shahrukh Khan!

Jab Tak Hai Jaan

Jab Tak Hai Jaan

Teri aankhon ki namkeen mastiyaan, Teri hansi ki beparwah gustaakhiyaan, Teri zulfon ki lehraati angdaaiyaan, Nahin bhoolunga main, Jab tak hai jaan, Jab tak hai jaan...

Kuch Kuch Hota Hai

Kuch Kuch Hota Hai

Pyaar dosti hai. Agar woh meri sabse achi dost nahi ban sakti toh main usse kabhi pyaar kar hi nahi sakta. Kyunki dosti bina toh pyaar hota hi nahi.

Veer Zara

Veer Zara

Agar kahi kabhi bhi koi dost ki zarrorat pade toh bas itna yaad rakhna ki sarhad paar ek aisa shaks hai jo aap ke liye apni jaan bhi de dega.

Chalte Chalte

Chalte Chalte

Yaad rakhna ki duniya ke kisi kone mein koi khush hai, kyun ki tum khush ho.

Om Shanti Om

Om Shanti Om

Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho, toh poori kaynath tumhein usse milane ki koshish mein lag jaati hai...

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge

Mujhe chahiye ek aisi ladki, jise dekhte hi dil ki har aarzoo, saare khwaab, saare rang zinda ho jaaye. Abhi aisa hua nahin hai, lekin ab aisa lagta hai jaise koi andekha anjaana chehera, baadalon mein se pukaar raha hai. Pata nahin yeh baadal kab hatenge, aur kab woh pukaarne waali saamne aayegi...

Devdas

Devdas

Chandarmukhi is bhare paimane mein aur sharaab dalogi to kya hoga, chalak jayega. Isi tarah Paro ke naam se bhara pada hai paiman-e-devdas bhi...aur bharogi to chalak jayega....

Rab Ne Bana Di Jodi

Rab Ne Bana Di Jodi

Main jab bhi aap ko dekhta hoon mujhe Rab dikhta hai. Rab ke samne matha tekta hoon toh dil ko sukoon milta hai. Aap ko hanste hue dekhta hoon toh dil ko aur bhi sukoon milta hai. Toh main toh aapko Rab se bhi zyada pyar karta hoon.

Kabhi Khushi Kabhi Gham

Kabhi Khushi Kabhi Gham

Dosti keh alaava bhi kuch rishte hote hain. Kuch rishte joh hum samajhte nahin, kuch rishte jo hum samajhna nahin chahte. Kuch rishte jinka koi naam nahin hota, sirf ehsaas hota hai. Kuch rishte jinki koi deewar nahin hoti, sarhad nahin hoti. Aise rishte jo dil ke rishte hote hain, pyar ke rishte hote hain, mohabbat ke rishte hote hain...

Mohabattein

Mohabattein

Mohabbat bhi zindagi ki tarah hoti hai, har mod aasan nahi hota, har mod par khushi nahi milti.... Par jab hum zindagi ka saath nahi chodte to hum mohabbat ka saath kyon chhode.

Read more about: shahrukh khan

Advertisement

Get Instant News Updates
Enable
x
Notification Settings X
Time Settings
Done
Clear Notification X
Do you want to clear all the notifications from your inbox?
Settings X
X